Khird mando se kya puchun ka meri ebtida kya hai
ka mein as fikr mein rahta hon meri intiha kya hai
khudi ko kr baland itna ka har taqder se pahle
khuda bande se khud puche bata teri raza kya hai
maqam gaftaguu kya hai agr mein kimiya gar hon
yahi soz nafas hai or meri kimiya kya hai
nazr aaiin mujhe taqder ki gahraaiyaan as mein
na pucho ay hum nashyn mujh se wo chsham serma sa kya hai
agar hota wo majzuub-e-fara ngii as zamane mein
to Iqbal as ko samjhata maqam kibriya
nava-e-subha gahi ny jagr khun kr dya mera
khudya jas khata ki ye saza hai wo khata kya hai