Sub kehty hain jb manzil tk pohnchny k sub dr band nazar ayein to rab koi ak dr zaror khula chorta hai mai kehti hun agr twakal sirf khuda py ho to dr he wo khulta hai jo seda manzil tk poncha dy q k khuda apny bandy ko kbi bhatakny nhi deta.
Manzil pr ponchny k liay bhagna zarori nhi hota chalty rehna zarori hai kun k kabhi kabhi bhagny sy insan mun k bal gir jata hai or rasty ke dhool sub kuch dhudla sa kr deti hai or insan manzil pr nhi pohanch pata magr chalty rehny sy insan zra dair sy he sahi magr apni manzil pr zaror pohanch jata hai.
kamyabi sirf jhuknay say hi nahin milti. kbhi kbhi app ko sir uthana prta hay apnay haq k lye.
Waqat
Bura waqat sub pr ata hai is liay us waqat ko nhi us waqat sy sekhay hway sabaq ko hmesha yad rakhna chaheay.
Waqat
Waqat kaisa bhe ho guzar he jata hai lekin waqat ky sath bdalta logon ka andaz jeeny ka hunar sekha jata hai.
Himat
Thokar kha kr girna insan k guman mai nhi hota magar gir k uthna hr insan k ikhtyar mai hota hai
Bharosa
log to badal jaty hain mosmon ke trha magar rehmaty Khuda hmesha sath rehti hai sans ke trhan.
Yaadein
Kisi ke yad mai amsoo na bahao apny rab sy lo lagao log to milty he ak din chor jany k liay hain pr agr rab mil jaye to sans k rukny k bad bhe sath nhi chorta.
Himat
Hazrat Ali Quotes
<
p style=”text-align: center;”>agr tum us waqat muskura skty ho jb tum puri trha toot chuky ho to yakeen jano dunya mai tumhein koi nhi hra skta.
Agar app sahi rastay pr hain to app ko bohat say logun ka ikhtllaf sehna pre ga. takleef tab ho gi jb ikhtlaf wo log kren ge jin k lye app lar rahay hain
You can read many other like this from the the link given below.