Har koi dil ki hathili pe hai sahra rakhe
Har koi dil ki hathili pe hai sahra rakhe Kis ko seeraab kare, woh kise pyaasa rakhe Umr bhar kaun nibhaata hai talluq itna Ae meri jaan ke […]
Ab ke tajdeed-e-wafa ka nahi imkaan jana
Ab ke tajdeed-e-wafa ka nahi imkaan jana Yaad kya tujh ko dilayein tera paimaan jana Yun hi mausam ki ada dekh ke yaad aaya hai Kis qadar jald […]
Khudī woh bahr hai jis kā koī kināra nahīn
Khudī woh bahr hai jis kā koī kināra nahīn Tū āb jo ise samjhā agar tū chārah nahīn Ṭilasm-e gunbad-e gardūn ko toṛ sakte hain Zujāj kī yeh […]
Metā’ be bahā hai dard o soz ārazū mandī
Metā’ be bahā hai dard o soz ārazū mandī Maqām-e bandagī de kar na loon shān-e khudāwandī Guzar ʿuqāt kar letā hai yeh kūh o biyābān mein Ke […]
Dost ban kar bhi nahi saath nibhaane wala
Dost ban kar bhi nahi saath nibhaane wala Wohi andaaz hai zalim ka zamane wala Ab use log samajhte hain giraftar mera Sakht naadam hai mujhe daam mein […]
Abhi kuch aur karishmey ghazal ke dekhte hain
Abhi kuch aur karishmey ghazal ke dekhte hain Faraaz, ab zara lehja badal ke dekhte hain Judaiyan to muqaddar hain, phir bhi jaan-e-safar Kuch aur door zara saath […]
Silsile toṛ gaya wo sabhi jaate jaate
Silsile toṛ gaya wo sabhi jaate jaate Warna itne to marasim the ke aate jaate Shikva-e-zulmat-e-shab se to kahin behtar tha Apne hisse ki koi shama jalate jaate […]
Wohi meri kam-naseebi, wohi teri be-niaazi
Wohi meri kam-naseebi, wohi teri be-niaazi Mere kaam kuch na aaya, yeh kamal-e-nawaazi Main kahaan hoon, tu kahaan hai, yeh makaan ke laa makaan hai Yeh jahaan mera […]
Muslim ke lahoo mein hai saleeka dil nawazi ka
Muslim ke lahoo mein hai saleeka dil nawazi ka Murovat husn aalam geer hai mardan ghazi ka Shikayat hai mujhe, ya Rab, Khudawandon-e-maktab se Sabaq shaheen bachon ko […]
Aankh se door na ho, dil se utar jayega
Aankh se door na ho, dil se utar jayega Waqt ka kya hai, guzarta hai guzr jayega Itna maanus na ho khilwat-e-gham se apni Tu kabhi khud ko […]