Zindagi insān ki ek dam ke siwā kuch bhi nahīn
Zindagi insān ki ek dam ke siwā kuch bhi nahīn Dam hawa ki mauj hai, ram ke siwā kuch bhi nahīn Gul-e-tabassum keh raha tha zindagāni ko magar […]
Mujhe aah o faghān neem shab ka phir paighām āyā
Mujhe aah o faghān neem shab ka phir paighām āyā Tham ae rah roo, ke shayad phir koi mushkil maqām āyā Zara taqdeer ki gehraiyon mein doob ja […]
Apni jolān-gāh zīr āsmān samjhā thā main
Apni jolahn-gah zīr āsmān samjhā thā main Āb o gul ke khel ko apnā jahān samjhā thā main. Be hijābī se terī, toṭā nigāhon ka talism Ek radā’e […]
Pooch us se ke maqbul hai fitrat ki gawahi
Pooch us se ke maqbul hai fitrat ki gawahi To sahib-e manzil hai ya bhatka hua raahi. Kāfir hai musalman to na shāhī na faqīrī Momin hai to […]
Kushāda dast karam jab woh be-niyāz kare
Kushāda dast karam jab woh be-niyāz kare Niyāz mand na kyun ājizi pe nāz kare. Bithā ke arsh pe rakha hai tū ne, ae wā’iz Khuda woh […]
Ek danish noorani, ek danish burhani
Ek danish noorani, ek danish burhani Hai danish burhani, hairat ki frawani. Is paikar khaki mein ek shay hai, so woh teri Mere liye mushkil hai, is […]
Jab yaar ne rakht-e-safar baandha, kab zabt ka paara us din tha
Jab yaar ne rakht-e-safar baandha, kab zabt ka paara us din tha Har dard ne dil ko sehlaaya, kya haal humara us din tha Jab khwaab huein us […]
Karu na yaad magar kis tarah bhulaoon usay
Karu na yaad magar kis tarah bhulaoon usay Ghazal bahaana karoon aur gungunaoon usay Woh khaar khaar hai shaakh-e-gulaab ki maanind Main zakhm zakhm hoon phir bhi galay […]
Meri nawa se hue zinda aaref o aami
Meri nawa se hue zinda aaref o aami Diya hai maine unhein zauq-e-aatish-e-aashaami Haram ke paas koi ajami hai zamzama sanj Ke taar taar hue jaamaaye ehraami Haqeeqat-e-abadi […]
Teri mataa-e-hayat ilm o hunar ka suroor
Teri mataa-e-hayat, ilm o hunar ka suroor Meri mataa-e-hayat ek dil naasboor! Ek zamaane se hai chaak-e-girebaan mera Tu hai abhi hosh mein, mere junoon ka qasoor […]