Chaltay rhay hum kinaron ki trha tumhary sath sath
Tum ja milay smundrun main dekhtay rhay hum ik aah kay sath
Read Best Urdu Shayari (Urdu Poetry)
Itna sun kr hi hmara dil tot gya Faraz
The number you have dialed is busy on another call
Hae Zmanay ki shareef aey shareef aey
Koi khanda ae athay raj raj kay
Tey dhidwan nay char char hath agay wdhaey
Hae Zmanay ki shareef aey shareef aey
Ghareeb Nimani dhi Jadh vi hath wdhae
Ameer Do panday Do kapray hath phraey
Tey soch g wich apni Khuda sastay chay man jaey
meri is neki wichun Khuda asmano Farishtay laey
Tha Ik Jan e Jigar kay dil ki sheh rag tk utar gya woh
Jhan tk bhta hay Khoon whin rag rag tk bs gya woh
Dil k ujray huay gulshan ko gul o gulzaar kr gya woh
Ruki hui, Sehmi hui, thehri hui sansoon ko jaanbar kr gya woh
Yka yuk Chali jo Gardish e Iflaaq jaanay khan thithar kr reh gya woh
Phir lot kr bhi meri zaat ko Khaakstar kr gya woh
Karkhana e Qudrat na ruka hay na rukay ga kabhi
Qitar dr Qitar matti kay putlay guzar jaen gay sabhi
Yazeed e maloon hr dor main zinda rha mra nahin kabhi
shahzadian kashmir ki tar tar ho rhin hain tbhi
Zahoor e Karbla honay lga hay roz ba roz
Zahoor e sift e Hussain (R.A) kashmir main ho gi kabhi
Ab koi Zainab (RA) kiun nahin paida hoti khudaya
Bali Skinaain mar rhin hain sabhi
Kufr ki chapain lg rhin hain izzat e Islam pe shabana roz
thi daman betiun k dagh dhul paen ge kabhi
Noor Akhter manind e Kofi tamasha dekh rhay hain sabhi
Ba Qsam e Khudaya ta qayamat un k aansu na rukain gay kabhi
Shah nay apna ghrana kiya tmam
Koi na rha nuqta brabar bhi aitraaz
Shah nay khoon say apnay hujjat ki tmam
Tha shah ka safar nokay naiza pr
Nangay sir Zainab(R.A) nay kiya sfar tmam
darbar e Yazeed me ruswa hua yazeed us dam
Bol dia sb Zainab (R.A) nay jo btaya tha khair ul Anaam
mun ko anay lga kaleja us dam bibi ka zindan main
Bali Sakeena (R.A) ki zindaan main huin jb sansain tmam
Dolnay lga takht us badkaar ka
Zainab (R.A) nay kia jb apna kalam tmam
kr kay qurban nanay Asghar ko
Shah nay Haq e Karbla ki hujjat ki tmam
Kaisay byan krun Qurabi e Hussain (R.A) ko Noor Akhter
Haq kay surkh gulabon nay kiya surkhi ka haq tmam
Bandon say hisa wasool kiya bohat
ab rab ko sajda kr kay dkhtay hain
Makhlooq ko to dhokay dye bohat
ab rab rab kr kay dua maang kay dkhtay hain