ishq Ishq krta phirta hay hr koi
hr kisi ko khan milta hay sucha ishq
man ki hwas ko jo marta hay milta hay usay ishq
hr kisi ko khan milta hay sucha ishq
Read Best Urdu Shayari (Urdu Poetry)
Bakhshish kay liye insaan ki khuda nay Juma Mubarak ka din bnaya
Hota hay rehmatun ka nazool is din isi liye sardar e ayyam btaya
Parhain namaz sab musalman mil kar Juma Mubarak ko
barhay sab kay dilun main muhabbat or zarya sawab usay btaya