Parinday jb aadi ho jaen kisi raqeeb ki chatri pr baithnay kay
Tou inhain dil say azaad krna chahye
Muhabbat zarya e ashnai e Haq hay
moqa prstoon ko is say mehroom hona chahye
Read Best Urdu Shayari (Urdu Poetry)
Bakhshish kay liye insaan ki khuda nay Juma Mubarak ka din bnaya
Hota hay rehmatun ka nazool is din isi liye sardar e ayyam btaya
Parhain namaz sab musalman mil kar Juma Mubarak ko
barhay sab kay dilun main muhabbat or zarya sawab usay btaya
Itna sun kr hi hmara dil tot gya Faraz
The number you have dialed is busy on another call