Klq abanya wja dnya per dnya wasaty Muhammad ( S.A.W)
jamaghi hr shy noor khuda se per noor khuda hai Muhammad (S.A.W)
Read Best Urdu Shayari (Urdu Poetry)
Ak martaba humary pyary nabi ny ak safr main parao kya yahni khamay laga , jangal tha or js tarh jangalo main drkt hoti hain as tarh wo jangal bhi hara bhra tha humary nabi tashryf farma thay ab sahba akrm bhi humary pyary nabi ky sath hoty hi thay to hazart aaml nabi ki kdmt main jb kazr horha tha to ak drakh per anhony ny ak ghonsla dykha js pre choty choty chrya ky bacha thay chrya as jaga per nahi thai in ko boht zyada pyary laga gay anhony ny in ko atha liya in ky dil main kyal aya ka kyon na Allah ky nabi ko main tahfa ky tor paysh kro to chya ky bacha atha liya in ko li kar ja hi rahay thay anhony ny wo sahba akrm janoron pre zulm to nahi krty thay in ky dil main sircar ki mohbat thai to dil main kyal aya ka sircar ko tahfa day dyn atni dyr main chya bhi a gai jab ase ny ghonsla main apny bacha nahi dykha or dykha dor ak sahba rasool jaraha hain to ose ny in ky sir pre chakar lagana shroa kr liya wo in ky sir pre athati rahi or sahba samjha na paya chya kya khna chahti hai akr chya thak ky in ky kathy pre bytha gahi anhony ny ase ko bhi pktra liya or nabi akrm ki kdmt main a kar paysh kya ay Allah ky nabi ye ktna pyary or khoobsorat hain or sary waqya bhi sonaya ka main ap ki tafr a raha tha to rasata main ye chya ka bacha atha liya nabi ny dykha ka wo chya by qarar ho ra hi thai ak maan apny bachon se dor ho kar trapti hai roti hai wo hi mazar tha Allah ky nabi ny chya ki dil ki bat soni or apny sahba ko ye bat samajhi ky maan ka dil main bacho ki atani mohbat thai ka pahlay to ye sir pre athati rahi or ap se ye faryad karti rahi ka main bacho ky by ghair nahi rahai sakti or ose ky bad as ny ye fasalay kya main bacho ky by ghair to na ra hai sakti main as azadi ka kya karo gai main apny bacho se dro ye meray liya mot ky baraba hai as liya ye ap ky kathy pre a kar byhda gai ta ky ap as ko bhi qayd kar lay ye qayd ko jaya maghar apny bacho ky to sath rahay gai sahba ny jab sircar ki ye bat soni to in ki ankhon main anso agay ya rasool Allah ye ksay amal mujhy se ho gay nabi ny farmaya in ko wapse in ki jaga chod aao sahba rasool ny fora hukm ki takmel ki or ghonsla main nanhy nanhy bacho ko dal dya .
Hazart Muhammad ky zmanay main ak borhi aorat thai jab ap as ky ghar ky pass se gzarty to wo ap per kchra phnka krti thai wo roz ap per kchra phnkti ak roz jab ap as ky ghar ky pass se gzarty to as ny ap per kchra nahi phnka ap ny logon se as borhi aorat ky baray main pocha to pata laga ky wo bemar hai ap as ki ayadat ky liya as ky ghar gay jab as ny ap ko dykha to wo dar gai as ny soch ky ye to ohi hai jin per main kchra phnka krti thai ab ye zaror apnay bdlay layny ay hoga ap as aorat ky pass gay or as ki kyat dryaft ki ap ka ye salok dykha kar wo bohat mutasir hoi or as ny islam qabool kar liya .
Khird mando se kya puchun ka meri ebtida kya hai
ka mein as fikr mein rahta hon meri intiha kya hai
khudi ko kr baland itna ka har taqder se pahle
khuda bande se khud puche bata teri raza kya hai
maqam gaftaguu kya hai agr mein kimiya gar hon
yahi soz nafas hai or meri kimiya kya hai
nazr aaiin mujhe taqder ki gahraaiyaan as mein
na pucho ay hum nashyn mujh se wo chsham serma sa kya hai
agar hota wo majzuub-e-fara ngii as zamane mein
to Iqbal as ko samjhata maqam kibriya
nava-e-subha gahi ny jagr khun kr dya mera
khudya jas khata ki ye saza hai wo khata kya hai
Khirad mando se kya puchhuun ka meri ebtidaa kya hai
ka mein as fikr mein rahata hon meri intiha kya hai
khudi ko kr baland itna ka har taqder se pahle
khuda bande se khud puche bata teri raza kya hai
Kabhi ay haqyeqt mantzar nazar aa labas mujaz mein
ka hazaron sajary tarap rahay hain meri jabyan nayaz mein
tarb aashnatay khrosh ho to noa hai mahrm gosh ho
wo sarod kya ka chapa hoa ho sakot parda saz mein
to bacha bacha ky na rakh ase tara aaina hay wo aaina
ka shaksata ho to arzy tar hay nagar aaina saz mein
dam taof krmk shma ny ye kaha ka wo asar kahn
na tari hkayt saoz mein na mari hadees garaz mein
na khayn jahan mein aman meli jo aman meli to kahan meli
mery jarm khana khrab ko tere afo banda naoaz mein
na wo ishq mein rahain garmyan na wo hsan mein rahain shokyan
na wo gaznoi mein tarp rahi na wo gam hai zalf ayaz mein
jo mein sar ba sajda hoa kabhi to zamen se any lagi sada