hum muvahhid hain humara kesh hai tark-e rusoom
millatein jab mit gayeen ajzaa-e eemaan ho ga’een.#Urdu #UrduPoetry #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 20, 2022
shauq har rang raqeeb-e sar-o-saamaan niklaa
qais* tasveer ke parde mein bhi uryaan* niklaa#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 20, 2022
gum se marta hoon ke itna nahin duniya mein koi
ke kare taaziyat-e mihr-o-vafa mere baad#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 20, 2022
aaye hai bekasee-e ishq pe rona Ghalib
kis ke ghar jayega sailaab-e balaa mere baad#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 20, 2022
dard minnat-kash-e* davaa na huaa
main na achchhaa huaa buraa na huaa#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
na gul-e-nagma hoon na parda-e-saaz
main hoon apni shikast ki aawaz#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
kitne sheereen* hain tere lab kih raqeeb*
gaaliyaan khaa ke be-mazaa na huaa#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
kuch to parhye* kih log kahte hain
aaj Ghalib ghazal-saraa* na huaa#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
aan gayaa bhee main to un kee gaaliyon kaa kyaa javaab
yaad theen jitnee du'aaien sarf-e darbaan* ho ga'een#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
ranj se khoo-gar* hua insaan to mit jaataa hai ranj
mushkilein mujh par padheen* itnee kih aasaan ho ga'een#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
yoon hee gar rotaa rahaa Ghalib to ay ahl-e jahaan
dekhna in bastiyon ko tum kih veeraan ho ga'een#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
khat likheinge garchih* matlab kuch nah ho
hum to aashiq hain tumhaare naam ke#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
ishq ne Ghalib nikammaa kar diyaa
varnah hum bhee aadmee the kaam ke#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
nuktah-cheen* hai gum-e-dil us ko sunaa'e na bane
kya bane baat jahaan baat banaa'e na bane#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
main bulaataa to hoon us ko magar ay jazbah-e dil
us peh ban jaa'e kuch aisee kih bin aa'e na bane#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
ghair phirta hai liye yoon tere khat ko kih agar
ko'ee pooche kih yeh kya hai to chhupaa'e na bane#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
is nazaakat ka buraa ho woh bhale hain to kya
haath aavein to unhein haath lagaa'e na bane#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
kah sake kaun kih yeh jalvah-garee kis kee hai
pardah chhoRaa hai woh us ne kih uthaa'e na bane#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
ishq par zor nahin hai yeh woh aatish Ghalib
kih lagaa'e na lage aur bujhaa'e na bane#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
kahte ho na deinge hum dil agar padaa* paayaa
dil kahaan kih gum* keeje hum ne mudda'aa paayaa#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
ishq se tabee'at ne zeest* kaa mazaa paayaa
dard kee davaa paa'ee dard-e-be-davaa paayaa#Urdu #UrduPoetry #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
zuf mein taana-e-agyaar ka shikva kya hai
baat kuch sar toh nahi hai ki utha bhi na sakun#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
larazta hai mera dil zehmat-e-mihar-e darakhshaa'n par
main hoon woh qatra-e shabnam ki ho khaar-e bayaabaa'n par— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
giryah* chaahe hai kharaabee mere kaashaane* kee
dar-o-deevaar se tapke hai bayaabaan* honaa#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
Ghalib chhuti sharaab par ab bhi kabhi kabhi
peeta hoon roz-e-abr-o-shab-e-maah taab* mein#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
zulm kar zulm agar lutf dareg aata ho
tu tagaaful mein kisi rang se maazoor nahi'n#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
hasrat ay zauq-e kharaabi ki woh taaqat na rahi
ishq-e pur-arbadah ki gau'n tan-e ranjoor nahi'n#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
khudaya jazb'a-e-dil ki magar taseer ultee hai
ke jitna khenchtaa hoon aur khinchtaa jaye hai mujh se#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
haan khaa'iyo mat fareb-e-hastee
har-chand kahein ke hai nahin hai#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
Ghalib mere kalaam mein kyunkar mazah nah ho
peetaa hoon dho ke Khusrav-e sheereen-sukhan* ke paanv#UrduPoetry #Urdu— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
Ghalib mujhe hai us se hum-aagoshi aarzuu
jis ka khayal hai gul-e jeb-e qabaa-e gul#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
hastee hai na kuch 'adam hai Ghalib
aakhir tu kya hai ay nahin hai#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
har-chand* har ek shay mein tu hai
par tujh-see koi shay nahin hai#ghalib #UrduPoetry #Urdu— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
phir vaz'-e ihtiyaat se rukne lagaa hai dam
barson hu'e hain chaak-e garebaan kiye hu'e#Urdu #UrduPoetry #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
phir vaz'-e ihtiyaat se rukne lagaa hai dam
barson hu'e hain chaak-e garebaan kiye hu'e#Urdu #UrduPoetry #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
phir vaz'-e ihtiyaat se rukne lagaa hai dam
barson hu'e hain chaak-e garebaan kiye hu'e#Urdu #UrduPoetry #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
phir pursish-e jaraahat-e dil ko chalaa hai ishq
saamaan-e sad-hazaar namak-daan kiye hu'e#UrduPoetry#Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
sabzah-o-gul kahaan se aaʾe hain
abr kya cheez hai havaa kyaa hai#Urdu #UrduPoetry #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
haan bhalaa kar tera bhalaa hoga
aur darvesh ki sadaa kyaa hai#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
jaan tum par nisaar kartaa hoon
main nahin jaanta du'aa kyaa hai#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
shaq* ho gayaa hai seenah khvushaa lazzat-e-faraagh*
takleef-e-pardah-daari-e zakhm-e-jigar ga'ee#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
phir pursish-e jaraahat-e dil ko chalaa hai ishq
saamaan-e sad-hazaar namak-daan kiye hu'e#UrduPoetry#Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 19, 2022
kitne sheereen hain tere lab ki raqeeb
gaaliyaan khaa ke be-mazaa na hua#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 18, 2022
kuch to parhye ki log kahte hain
aaj Ghalib gazal-saraa* na hua#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 18, 2022
باطن کا سفر ، سائیں بنتا ہے؟بھائ جان تو پھر تجربے سے گزرنا ہو گا ۔ سائنس دان کی طرح یک طرفہ ہونا ہو گا اس کے رویے کی پیروی کرنا پڑے گی ۔۔۔۔۔مٹھ میں اترنا پڑے گا اور مٹھ میں اترے تو مراقبہ کرنا پڑے گا ۔ اور مراقبہ لیبارٹری میں ہوتا ہے بھائ جان ، زبانی کلامی علم میں نہیں ۔۔۔۔۔
— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 18, 2022
choda na rashk* ne ki tere ghar ka naam loon
har yak* se poochta hoon ki jaoon kidhar ko main#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 18, 2022
choda na rashk* ne ki tere ghar ka naam loon
har yak* se poochta hoon ki jaoon kidhar ko main#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 18, 2022
kuch to parhye ki log kahte hain
aaj Ghalib gazal-saraa* na hua#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 18, 2022
ghalib hamein nah chhed kih phir josh-e ashk se
baithe hain ham taheeyah-e toofaan kiye hu'e#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 18, 2022
Ghalib tera ahvaal* sunaa deinge hum un ko
woh sun ke bulaa lein yeh ijaaraa* nahin karte#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 18, 2022
dil phir tavaaf-e kuu-e malaamat ko jaa'e hai
pindaar kaa ṣanam-kadah viraan kiye hu'e#UrduPoetry #Urdu #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 18, 2022
jee dhoondhtaa hai phir vuhi fursat kih raat din
baithe rahein tasavvur-e jaanaan kiye hu'e#urdu #UrduPoetry #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 18, 2022
baa-ham-digar hu'e hain dil-o-deedah phir raqeeb
nazzaarah-o-khayaal ka saamaan kiye hu'e#Urdu #UrduPoetry #ghalib— اردو شاعری —-Mirza Ghalib Poetry (@besturdushayari) October 18, 2022