Khudaya chmaktay soraj ki dopehar shal kiun nai jati
jhail chukay zindagi ko bohat ye musibat ab tal kiun nahi jati
Ary kafir laa mera Kashmir waps kr mujhy
Har roz dhata hai simtam is par feroon bn k
Feroon ke kb chali the kya tere chal paye ge
Yahi kashmiri kuty ke moot marain gy tujhy
Kalmy parh k jo hasil kia jata hai
Who kifiron k hwaly kb kia jata hai
Pakistan hai Kashmir ka or Kashmir hai Pakistan ka
O bawly itni se bat kun smjh nhi ati tujhy
Nor-e-Akhter is kafir ko kuta khun ya haiwan
Isy insane khty hway to sharam ati hai mujhy
Aye dunya k na khudao
Muslim k nabi ka sadqa tum khaty ho
Ummati banu mai us Nabi ka roze mehshar
Khwahish the un ke jin ko tum Nabi batty ho
Mala mal hai Muslim ummah kasraty nabatat sy
Ly k jabar sy inhy apna tum batty ho
Ary lalchi kamino wasty mal o mata
Hispania ky tail pr qabza q jmaty ho
Ary ho hareeso kanjro
Nit roz tmashy tum lgaty ho
Zarorat nhi agr tumhy tail o madneyat ke
Q gareeb mulkon mai foj lgaty ho
Loot kr pust mulkon k zakhair
Unhe ka mal aid keh kr lutaty ho
Swal hai Noor-e-Akhter ka in fakeeron sy aj
Kya lyna dyna hai tumhara gareebon ke jageron sy
Suno aye zalimo tum zulm ko q bra btaty ho
Ly k kashmirion ka lahu but kado mai diay jlaty ho
Insaniat ka ye kon sa dastoor hai aql tum sy koson door hai
Subha bn k insaniat ky thekydar sham ko kashmirion ka lahu bhaty ho
Utho aye musalmano thori sharam karo tumhare gairat kahan soi hai
Ghair Muslim kr rhy hain kashmirion ka qatl-e-amm tum kis trha muslim khud ko btaty ho
Suno aye zalimo sitamgaro ik din ho jao gy nabood tum
Ubhrain gy falaq ka sitara bn k ak din tum jitna in kashmirion ko dbaty h
Sainkron khawab khwahishon k
Ankhon ky smandr main bha kr chaly
Arzu chalny ke the jin k sath
Rooh bojhal man bhari ankhein trbtar
Noor Akhter hum to har din is smandar main doobty chal
Kiya mila hmain kisi ko sanwar kr nikhar kr
hum to chlay jaen gay dukhun kay din guzar kar
Dunya main kab pyar k badlay piyar milta hay
daikh chukay hum to hr rishta nata aazma kar
Jung Kis maslay ka hal hay socho zra
aman jung say behtar hay smjho zra
larna kam hay jungli drindun ka socho zra
Sulah bhtr hay lrai sau naadanun smjho zra
jb sharm o haya say mar jata hay insaan to phir
kiun bnae bomb itnay marnay ko isay smjho zra
kiun bhatay ho khoon bat bat pr socho zra
nasl e Adam k khoon ka rang aik hay smjho zra
Kiun bhaint charh rahay hain jawan socho zra
sb maaun kay matam ka treqa aik hay smjho zra
jin kay kho gae laal unsay pocho zra
jeenay ki umar main so jatay hain matti main kiun
sokhay hont pait say bhookay tn say nangay dekho zra
bina kisi ghar kay jhailtay hain mosmun ki tmazat smjho zra
Footpath pr bhookay nangay jitnay hain ye apnay hain dekho zra
ik choonti ka bhi drakht ki kho main ghar hay pr inka kiun nahin smjho zra
pait say bhookay foji kay hath main hathyar dekho zra
karnay ko Jung kay lawazmat poray hathun main hain kashkol kiun socho zra
Maqsad Kiya hay Hasti ka Noor Akhter socho zra
Kis bina pay afzal hay insan samjho zra
Aaj dil bohat bhar aya hay
Najanay is ko kiya khayal aya hay
Tup Tup brasnay lga kiun pani hay
lagta hay isko koi shuks yad aya hay