Neki – karo neki or darya main dal do

neki

Neki

Neki asal-e-hayat ha Nabi (S.A.W) ka pegham yeh batata hay

Karo jis say neki us kay shar say bacho Hazrat Ali (R.A) kay qoul say jana hum nay

Karo neki or darya may daal do yeh bazargon say seekha hum nay

Phir aksar neki karnay walon ko darya burd hotay bhi daikha hum nay

Yehy sooch kar guzar jati hain shab-o-roz Noor-e-Akhtar

<

p style=”text-align: center;”> Kay ghor andheray may phir umeed ka ik diya zaroor jalata hay

Husn Ki Tareef Shayari in Urdu by Noor e Akhter

Husn Ki tareef Shayari in Urdu, Husn shayari in urdu, 4 line Urdu Shayari

Husn Ki tareef Shayari in Urdu

kitny bad bakht hain wo log soorat sy mohnay waly 

ghor krein jo un ke shaksiyat pr to andr sy hain kaly

dil ka aina saf ho to ye manind khuda ka ghar hai 

ye khoobsurat qol keh gye hain ALLAH waly

Husn ki tareef shayari in Urdu by Noor-e-Akhter! please read and appreciate. Thanks.

BALD VS HAIRED MAN…..

“مجھے میرے بالوں کی قسم میں آج کے بعد کبھی کنگھی نہیں کرؤں گا”

ہاہاہاہاہاہاہا!!!!!دوست دو دفا دوبارہ بول۔۔۔۔۔تو نے کتنے بالوں کی قسم کھائی ہے

Poet: Noor Akhtar Warning: All of the poems on this website are copyrights of Miss Noor Akhatr. Any kind of reposting or use without permission is not allowed.

Shikwa-e-Hayat

 

                             

  

 

Shikwa e Hayat

bs ae umr e rafta ab arzu e hayat nahi hmain

ary ab zara tham ja thehar ja ab kam kar tamam apna

har aik ki bay rukhi o bay aitnai sahty rahy hum

shayad pasand aa jaye sab ko mera muhabat ka payam

zandgi kiya harees hy  ya gharz hy zindgi ka nam

k chal diye sab jhar ky daman apna lo miyan apna khtam howa kam tamam

agar pasand nahi thay ham tumhy to k kiun nibhaya ae zindgi

ham aen dunya me ya manshah thi kisi or ki phir kiun jatati hy ahsan

mushkilainn bohat hy par bar e degar Noor e Akhter   hum uthatay phirty hy sansun ka ahsan

kun k manshah e Khuda  mai dakhal denay walun ka na ye jahan na wo jahan

Poet: Noor Akhtar Warning: All of the poems on this website are copyrights of Miss Noor Akhatr. Any kind of reposting or use without permission is not allowed.