Yeh peeran-e-kaleesa o haram, aye waaye majboori
Yeh peeran-e-kaleesa o haram, aye waaye majboori Sila un ki kadd-o-kawish ka hai seenon ki be-noori. Yaqeen paida kar ae nadan, yaqeen se haath aati hai Woh darveshi […]
Read Best Urdu Shayari (Urdu Poetry)
Yeh peeran-e-kaleesa o haram, aye waaye majboori Sila un ki kadd-o-kawish ka hai seenon ki be-noori. Yaqeen paida kar ae nadan, yaqeen se haath aati hai Woh darveshi […]
Zamana dekhe ga jab mere dil se mahshar uthe ga guftagu ka Meri khamoshi nahi hai, gaye mazaar hai harf-e-arzu ka Jo mauj darya lagi yeh kehne, safar […]
Ae baad-e-saba! Kamli walay se jaa kehiyo paighaam mera Qabze se ummat bechaari ke deen bhi gaya, duniya bhi gayi Yeh mauj-e-pareshan khatir ko paighaam lab-e-saahil ne diya […]
Kho na ja is seher-o-shaam mein ae saahib-e-hosh Ek jahaan aur bhi hai jismein na farda hai na dosh Kis ko maloom hai hungaama-e-farda ka maqaam Masjid o […]
Mir sipah-e-na-saza lashkariyaan shikasta saf Aah wo teer-e-neem kash jis ka na ho koi hadaf Tere muheet mein kahin gauhar-e-zindagi nahin Dhoond chuka main mauj mauj, dekh chuka […]
Khird ne mujh ko ata ki nazar hakeemana Sikhayi ishq ne mujh ko hadees rindaana Na baadah hai na suraahi na dour paimana Faqat nigah se rangeen hai […]
“Zamistānī hawā mein garche thī shamshīr kī tezī Na chhoṭe mujh se London mein bhī ādāb-e sahar khezī” “Kahīṅ sarmāya-e-maḥfil thī merī garm guftārī Kahīṅ sab ko pareshaṅ […]
“Terī nigāh faromāyah, hāth hai kotāh Tirā gunah ke nakhīl-e buland kā hai gunāh” “Gulā to ghoṇṭ diyā ahl-e-madrasa ne tirā Kahān se āye ṣadā lā ilāhā illā […]
“Hadsa woh jo abhi pardah-e-aflak mein hai, Aks uska mere aainay-e-idraak mein hai.” “Na sitaray mein hai, na gardish-e-aflak mein hai, Teri taqdeer mere naale-e-be-baak mein hai […]
“Ishq se paida nawā-e-zindagi mein zairo bam, Ishq se mitti ki tasveeron mein sooz-e-damdam.” “Aadmi ke reshay reshay mein sama jata hai ishq, Shaakh-e-gul mein jis tarah baad-e-sahar-gahi […]