Dil soz se khaali hai, nigah paak nahi hai
Dil soz se khaali hai, nigah paak nahi hai Phir is mein ajab kya ke tu be-baak nahi hai. Hai zouq-e-tajalli bhi isi khaak mein pinha Ghaafil tu […]
Read Best Urdu Shayari (Urdu Poetry)
Dil soz se khaali hai, nigah paak nahi hai Phir is mein ajab kya ke tu be-baak nahi hai. Hai zouq-e-tajalli bhi isi khaak mein pinha Ghaafil tu […]
Kushada dast-e-karam jab woh be-niyaaz kare Niyaaz mand na kyun aajzi pe naaz kare Bitha ke arsh pe rakha hai tu ne aye wa’ez Khuda woh kya hai […]
Misal-e-partav-e-me, toof-e-jaam karte hain Yehin namaz ada subah-o-shaam karte hain Khasoosiyat nahi kuch is mein ae Kaleem teri Shajar hajar bhi Khuda se kalaam karte hain Naya jahan […]
“Shaoor o hosh o khirad ka maamla hai ajeeb Maqaam-e-shauq mein hain sab dil o nazar ke raqeeb” “Main jaanta hoon jamaat ka hashr kya hoga Masail-e-nazari mein […]
“Shaoor o hosh o khirad ka maamla hai ajeeb Maqaam-e-shauq mein hain sab dil o nazar ke raqeeb” Main jaanta hoon jamaat ka hashr kya hoga Masail-e-nazari mein […]
Yeh surood-e-qamri o bulbul fareb-e-gosh hai Baatin hungaama-abaad chaman khamosh hai Tere peemanon ka hai yeh ae maay-e-maghrib asar Khanda zan saqi hai, saari anjuman behosh hai Dahr […]
Miṭā diyā mere sāqī ne ālam-e-man-o-tu Pilā ke mujh ko may lā ilāha illā Hū Na may na shair na sāqī na shor-e-chang o rabāb Sukūt-e-koh o lab-e-jo […]
“Mile ga manzil-e-maqsood ka usi ko suraagh, Andheri shab mein hai cheetay ki aankh jiska chiraagh.” Mayassar aati hai fursat faqat ghulamon ko, Nahi hai banda-e-hur ke liye […]
Yeh hooriyan-e-farangi dil-o-nazar ka hijaab Bihisht-e-maghribiyan jalway haaye paa-b-rakaab Dil-o-nazar ka safeena sambhal kar le jaa Mah-o-sitara hain bahr-e-wujood mein girdaab Jahaan-e-saut-o-sada mein sama nahin sakti Lateefa-e-azli hai […]
Tu aye aseer-e-makaan, la-makaan se door nahi Woh jalwah-gaah tere khaakdaan se door nahi Woh murghzaar ke beem-e-khizaan nahi jis mein Ghamgeen na ho ke tere aashiyaan se […]