“Khudi ho ilm se mohkam to ghairat Jibreel”
“Khudi ho ilm se mohkam to ghairat Jibreel Agar ho ishq se mohkam to soor Israfeel” “Azab-e-danish-e-haazir se ba khabar hoon main Ke main is aag mein daala […]
“Khudi ho ilm se mohkam to ghairat Jibreel Agar ho ishq se mohkam to soor Israfeel” “Azab-e-danish-e-haazir se ba khabar hoon main Ke main is aag mein daala […]
Tujhe yaad kiya nahin hai mere dil ka woh zamaana Woh adab-gah-e-mohabbat, woh nigah ka taziyana Yeh butaan-e-asr-e-haazir ke bane hain madarse mein Na adaaye kaafirana, na taraash-e-aazraana […]
Aashiqui mein Mir jaise khwaab mat dekha karo Bawlay ho jaoge, mahtab mat dekha karo Justa justa parh liya karna mazameen-e-wafa Par kitaab-e-ishq ka har baab mat dekha […]
Har koi dil ki hathili pe hai sahra rakhe Kis ko seeraab kare, woh kise pyaasa rakhe Umr bhar kaun nibhaata hai talluq itna Ae meri jaan ke […]
Ab ke tajdeed-e-wafa ka nahi imkaan jana Yaad kya tujh ko dilayein tera paimaan jana Yun hi mausam ki ada dekh ke yaad aaya hai Kis qadar jald […]
Dost ban kar bhi nahi saath nibhaane wala Wohi andaaz hai zalim ka zamane wala Ab use log samajhte hain giraftar mera Sakht naadam hai mujhe daam mein […]
Abhi kuch aur karishmey ghazal ke dekhte hain Faraaz, ab zara lehja badal ke dekhte hain Judaiyan to muqaddar hain, phir bhi jaan-e-safar Kuch aur door zara saath […]
Silsile toṛ gaya wo sabhi jaate jaate Warna itne to marasim the ke aate jaate Shikva-e-zulmat-e-shab se to kahin behtar tha Apne hisse ki koi shama jalate jaate […]
Aankh se door na ho, dil se utar jayega Waqt ka kya hai, guzarta hai guzr jayega Itna maanus na ho khilwat-e-gham se apni Tu kabhi khud ko […]
Aankh se door na ho, dil se utar jayega Waqt ka kya hai, guzarta hai guzr jayega Itna maanus na ho khilwat-e-gham se apni Tu kabhi khud ko […]