Meri nawa se hue zinda aaref o aami
Meri nawa se hue zinda aaref o aami Diya hai maine unhein zauq-e-aatish-e-aashaami Haram ke paas koi ajami hai zamzama sanj Ke taar taar hue jaamaaye ehraami Haqeeqat-e-abadi […]
Read Best Urdu Shayari (Urdu Poetry)
Meri nawa se hue zinda aaref o aami Diya hai maine unhein zauq-e-aatish-e-aashaami Haram ke paas koi ajami hai zamzama sanj Ke taar taar hue jaamaaye ehraami Haqeeqat-e-abadi […]
Teri mataa-e-hayat, ilm o hunar ka suroor Meri mataa-e-hayat ek dil naasboor! Ek zamaane se hai chaak-e-girebaan mera Tu hai abhi hosh mein, mere junoon ka qasoor […]
Mataa-e-be baha hai dard o sooz aarzoo mandi Maqaam-e-bandagi de kar na loon shaan-e-khudawandi Tere aazaad bandon ki na yeh duniya na woh duniya Yahan marne ki pabandi […]
Nahin aate humein is mein takraar kya thi Magar wada karte hue aabroo kya thi Tumhare paami ne sab raaz khola Khata ismein bande ki sarkar kya thi […]
“Hazaar khauf ho lekin zuban ho dil ki raafiq Yahi raha hai azal se qalandaron ka tareeq” “Hujum kyun hai zyada sharab khane mein Faqat yeh baat ke […]
“Khudi ho ilm se mohkam to ghairat Jibreel Agar ho ishq se mohkam to soor Israfeel” “Azab-e-danish-e-haazir se ba khabar hoon main Ke main is aag mein daala […]
“Fitrat ko khird ke rubaru kar Takhzeer maqam rang o boo kar” “Tu apni khudi ko kho chuka hai Khoi hui shay ki justuju kar” Taaron ki fiza […]
Tujhe yaad kiya nahin hai mere dil ka woh zamaana Woh adab-gah-e-mohabbat, woh nigah ka taziyana Yeh butaan-e-asr-e-haazir ke bane hain madarse mein Na adaaye kaafirana, na taraash-e-aazraana […]
Har shay musafir, har cheez rahi Kya chaand, taare, kya murgh o maahi Tu mard-e-maidan, tu mir-e-lashkar Noori hazoori tere sipah Kuch qadr apni tu ne nah […]
Khul jaayein, kya maze hain tamannaaye shauq mein Do chaar din jo meri tamanna kare koi Nazaaray ko yeh janbish-e mijgaan bhi baar hai Nargis ki […]