“Zamistānī hawā mein garche thī shamshīr kī tezī
“Zamistānī hawā mein garche thī shamshīr kī tezī Na chhoṭe mujh se London mein bhī ādāb-e sahar khezī” “Kahīṅ sarmāya-e-maḥfil thī merī garm guftārī Kahīṅ sab ko pareshaṅ […]
Read Best Urdu Shayari (Urdu Poetry)
“Zamistānī hawā mein garche thī shamshīr kī tezī Na chhoṭe mujh se London mein bhī ādāb-e sahar khezī” “Kahīṅ sarmāya-e-maḥfil thī merī garm guftārī Kahīṅ sab ko pareshaṅ […]
“Terī nigāh faromāyah, hāth hai kotāh Tirā gunah ke nakhīl-e buland kā hai gunāh” “Gulā to ghoṇṭ diyā ahl-e-madrasa ne tirā Kahān se āye ṣadā lā ilāhā illā […]
“Hadsa woh jo abhi pardah-e-aflak mein hai, Aks uska mere aainay-e-idraak mein hai.” “Na sitaray mein hai, na gardish-e-aflak mein hai, Teri taqdeer mere naale-e-be-baak mein hai […]
“Ishq se paida nawā-e-zindagi mein zairo bam, Ishq se mitti ki tasveeron mein sooz-e-damdam.” “Aadmi ke reshay reshay mein sama jata hai ishq, Shaakh-e-gul mein jis tarah baad-e-sahar-gahi […]
“Dhoond raha hai farang aish-e-jahan ka dawaam, Waaye tamannaye khaam, waaye tamannaye khaam. “Peer-e-haram ne kaha sun ke meri royeedaad, Pukhta hai teri fughān, ab na usay dil […]
Zindagi insān ki ek dam ke siwā kuch bhi nahīn Dam hawa ki mauj hai, ram ke siwā kuch bhi nahīn Gul-e-tabassum keh raha tha zindagāni ko magar […]
Mujhe aah o faghān neem shab ka phir paighām āyā Tham ae rah roo, ke shayad phir koi mushkil maqām āyā Zara taqdeer ki gehraiyon mein doob ja […]
Pooch us se ke maqbul hai fitrat ki gawahi To sahib-e manzil hai ya bhatka hua raahi. Kāfir hai musalman to na shāhī na faqīrī Momin hai to […]
Kushāda dast karam jab woh be-niyāz kare Niyāz mand na kyun ājizi pe nāz kare. Bithā ke arsh pe rakha hai tū ne, ae wā’iz Khuda woh […]
Ek danish noorani, ek danish burhani Hai danish burhani, hairat ki frawani. Is paikar khaki mein ek shay hai, so woh teri Mere liye mushkil hai, is […]