Karein ge ahl-e-nazar taaza bastiyan abaad
Karein ge ahl-e-nazar taaza bastiyan abaad Meri nigah nahiin soe Koofa o Baghdaad Yeh madrasa, yeh jawaan, yeh surur o ranai Inhi ke dam se hai mai khana-e-Farang […]
Read Best Urdu Shayari (Urdu Poetry)
Karein ge ahl-e-nazar taaza bastiyan abaad Meri nigah nahiin soe Koofa o Baghdaad Yeh madrasa, yeh jawaan, yeh surur o ranai Inhi ke dam se hai mai khana-e-Farang […]
Har ek maqam se aage guzar gaya meh-e-nau Kamaal kis ko mayassar hua hai be tag-o-do Nafs ke zor se woh ghuncha wa hua bhi to kya Jise […]
“ne mohra baqi ne mohra baazi jeeta hai roomi haara hai raazi” “roshan hai jaam e jamshaid ab tak shahi nahin hai be shisha baazi” […]
Yun to ae bazm-e-jahan! dilkash thay hungaamay teray Ik zara afsurdagi teray tamashaion mein thi Paa gayi aasoodegi kooye mohabbat mein woh khaak Muddaton aawara jo hikmat […]
Khudi ki shokhi o tundi mein kibr o naaz nahi Jo naaz ho bhi to be lazzat e niyaz nahi” “Nigaah-e-ishq dil-e-zinda ki talaash mein hai Shikaar-e-murda sazaawaar-e-shaahbaaz […]
Dil murda dil nahin hai, isay zinda kar dobara Ke yahi hai ummaton ke marz-e-kuhan ka chara Tera bahr pur sukoon hai, yeh sukoon hai ya fasoohn hai? […]
Maktabon mein kahin ranai-e-afkaar bhi hai Khanqahon mein kahin lazat-e-asraar bhi hai Manzil-e-rah rawaan door bhi, dushwaar bhi hai Koi is qafila mein qafila saalar bhi hai Barh […]
“Ameen raaz hai mardan-e-hur ki darveshi Ke Jibraeel se hai is ko nisbat-e-khweshi” “Kise khabar ke safeene dobo chuki kitne Faqeeh o soofi o shaa’ir ki na khush […]
Fitrath ne na bakhsha mujhe andesha-e-chalaak Rakhhti hai magar taqat parwaaz meri khaak Woh khaak ke hai jis ka junoon siqal idraak Woh khaak ke Jibreel ki hai […]
Yun haath nahin aata woh gauhar-e-yak daana Yak-rangi o azaadi, aye himmat-e-mardaana Ya Sanjar-o-Tughrel ka aa’een-e-jahangiri Ya mard-e-qalandar ke andaaz-e-malukana Ya hairat-e-Farabi ya taab-o-tab-e-Rumi Ya fikr-e-hakeemana ya jazb-e-Kalimana […]