Teh daam bhi ghazal aashna rahe, tairan-e-chaman to kya,
Teh daam bhi ghazal aashna rahe, tairan-e-chaman to kya, Jo faghā’n dilon mein tarap rahi thi, nawā-e-zair-labi rahi. Tera jalwa kuch bhi tasalli dil nasboor na kar saka, […]
Read Best Urdu Shayari (Urdu Poetry)
Teh daam bhi ghazal aashna rahe, tairan-e-chaman to kya, Jo faghā’n dilon mein tarap rahi thi, nawā-e-zair-labi rahi. Tera jalwa kuch bhi tasalli dil nasboor na kar saka, […]
Darya mein moti, ae mauj be baak Sahil ki sogat! Kharokhas o khaak” “Mere sharar mein bijli ke johar Lekin neestaan tera hai nam naak” “Tera zamana, tasir […]
Ilahi aqal khajista pay ko zara si deewangi sikha de, Use hai soda-e-bakhia kaari, mujhe sar-e-perahan nahi hai. Mila mohabbat ka soz mujh ko to bole subh-e-azal farishte, […]
Dhoond raha hai Farang aish-e-jahaan ka dawaam, Waaye tamannaa-e-khaam, waaye tamannaa-e-khaam! Peer-e-Haram ne kaha sun ke meri roeydaad, Pakhta hai teri fugh’an, ab na usay dil mein thaam […]
Teri mataa-e-hayat, ilm-o-hunar ka suroor Meri mataa-e-hayat aik dil-e-nasuboor! Mo’jza ehl-e-fikr, falsafa-e-pech-pech Mo’jza ehl-e-zikr, Moosa o Firaun o Toor! Maslehatan keh diya main ne Musalman tujhe Tere nafs […]
Chamak teri ayaan bijli mein, aatish mein, sharare mein Jhalak teri huida chaand mein, sooraj mein, taare mein Bulandi aasmanon mein, zameenon mein teri pasti Rawani behr mein, […]
Iqbal poetry ,Khurad ke paas khabar ke siwa kuch aur nahi,
Tera ilaj nazar ke siwa kuch aur nahi.
Dil soz se khaali hai, nigah paak nahi hai Phir is mein ajab kya ke tu be-baak nahi hai. Hai zouq-e-tajalli bhi isi khaak mein pinha Ghaafil tu […]
Kushada dast-e-karam jab woh be-niyaaz kare Niyaaz mand na kyun aajzi pe naaz kare Bitha ke arsh pe rakha hai tu ne aye wa’ez Khuda woh kya hai […]
Misal-e-partav-e-me, toof-e-jaam karte hain Yehin namaz ada subah-o-shaam karte hain Khasoosiyat nahi kuch is mein ae Kaleem teri Shajar hajar bhi Khuda se kalaam karte hain Naya jahan […]