Fitrath ne na bakhsha mujhe andesha-e-chalaak
Fitrath ne na bakhsha mujhe andesha-e-chalaak Rakhhti hai magar taqat parwaaz meri khaak Woh khaak ke hai jis ka junoon siqal idraak Woh khaak ke Jibreel ki hai […]
Fitrath ne na bakhsha mujhe andesha-e-chalaak Rakhhti hai magar taqat parwaaz meri khaak Woh khaak ke hai jis ka junoon siqal idraak Woh khaak ke Jibreel ki hai […]
Yun haath nahin aata woh gauhar-e-yak daana Yak-rangi o azaadi, aye himmat-e-mardaana Ya Sanjar-o-Tughrel ka aa’een-e-jahangiri Ya mard-e-qalandar ke andaaz-e-malukana Ya hairat-e-Farabi ya taab-o-tab-e-Rumi Ya fikr-e-hakeemana ya jazb-e-Kalimana […]
Kya ishq aik zindagi mustaar ka Kya ishq paa’edar se naa’paa’edar ki Woh ishq jis ki shama bujha de ajal ki phoonk Us mein maza nahin tapish-o-intezar ka […]
“Har cheez hai mehwo khud-numaayi Har zarra shaheed-e-kibriaayi” “Bay-zauq-e-numood zindagi maut Tameer-e-khudi mein hai khudayi” “Rai zor-e-khudi se parbat Parbat zu’f-e-khudi se rai” “Taaray awaara o kam aamez […]
“Jugnu ki roshni hai kashan-e-chaman mein Ya shama jal rahi hai phoolon ki anjuman mein” “Aaya hai aasman se ud kar koi sitara Ya jaan par gayi hai […]
Yeh peeran-e-kaleesa o haram, aye waaye majboori Sila un ki kadd-o-kawish ka hai seenon ki be-noori. Yaqeen paida kar ae nadan, yaqeen se haath aati hai Woh darveshi […]
Zamana dekhe ga jab mere dil se mahshar uthe ga guftagu ka Meri khamoshi nahi hai, gaye mazaar hai harf-e-arzu ka Jo mauj darya lagi yeh kehne, safar […]
Ae baad-e-saba! Kamli walay se jaa kehiyo paighaam mera Qabze se ummat bechaari ke deen bhi gaya, duniya bhi gayi Yeh mauj-e-pareshan khatir ko paighaam lab-e-saahil ne diya […]
Kho na ja is seher-o-shaam mein ae saahib-e-hosh Ek jahaan aur bhi hai jismein na farda hai na dosh Kis ko maloom hai hungaama-e-farda ka maqaam Masjid o […]
Dil bedaar Farooqi, dil bedaar karaari Mas Adam ke haq mein kimiya hai dil ki bedaari Dil bedaar paida kar ke dil khwabida hai jab tak Na teri […]