dil-e-nādāñ tujhe huā kyā hai
dil-e-nādāñ tujhe huā kyā hai āḳhir is dard kī davā kyā hai ham haiñ mushtāq aur vo be-zār yā ilāhī ye mājrā kyā hai maiñ bhī muñh meñ […]
Hello world!
Welcome to WordPress. This is your first post. Edit or delete it, then start writing!
Teh daam bhi ghazal aashna rahe, tairan-e-chaman to kya,
Teh daam bhi ghazal aashna rahe, tairan-e-chaman to kya, Jo faghā’n dilon mein tarap rahi thi, nawā-e-zair-labi rahi. Tera jalwa kuch bhi tasalli dil nasboor na kar saka, […]
Mere kehstaan! Tujhe chhod ke jaaoon kahan
Mere kehstaan! Tujhe chhod ke jaaoon kahan Teri chataanon mein hai mere ab-o-jad ki khaak Roz azal se hai tu manzil shaheen o chiragh, Laale o gul se […]
“Darya mein moti, ae mauj be baak
Darya mein moti, ae mauj be baak Sahil ki sogat! Kharokhas o khaak” “Mere sharar mein bijli ke johar Lekin neestaan tera hai nam naak” “Tera zamana, tasir […]
Ilahi aqal khajista pay ko zara si deewangi sikha de,
Ilahi aqal khajista pay ko zara si deewangi sikha de, Use hai soda-e-bakhia kaari, mujhe sar-e-perahan nahi hai. Mila mohabbat ka soz mujh ko to bole subh-e-azal farishte, […]
Dhoond raha hai Farang aish-e-jahaan ka dawaam,
Dhoond raha hai Farang aish-e-jahaan ka dawaam, Waaye tamannaa-e-khaam, waaye tamannaa-e-khaam! Peer-e-Haram ne kaha sun ke meri roeydaad, Pakhta hai teri fugh’an, ab na usay dil mein thaam […]
Teri mataa-e-hayat, ilm-o-hunar ka suroor
Teri mataa-e-hayat, ilm-o-hunar ka suroor Meri mataa-e-hayat aik dil-e-nasuboor! Mo’jza ehl-e-fikr, falsafa-e-pech-pech Mo’jza ehl-e-zikr, Moosa o Firaun o Toor! Maslehatan keh diya main ne Musalman tujhe Tere nafs […]
Garm fighaan hai jaras uth ke gaya qaafila
Garm fighaan hai jaras uth ke gaya qaafila Waaye woh reh ro ke hai muntazir raahila Teri tabiyat hai aur tera zamana hai aur Tere mawafiq nahi khaankahi […]
Chamak teri ayaan bijli mein, aatish mein, sharare mein
Chamak teri ayaan bijli mein, aatish mein, sharare mein Jhalak teri huida chaand mein, sooraj mein, taare mein Bulandi aasmanon mein, zameenon mein teri pasti Rawani behr mein, […]